About us

YojanaAdda.com me aapka swagat hai!YojanaAdda ek Hindi informational website hai jiska main uddeshya Bharat sarkar aur Bihar sarkar dwara chalayi ja rahi sabhi kalyankari yojanaon ki sahi, saral aur samay par jankari aam logo tak pahuchana hai.Aaj ke samay me sarkari yojanaon ki jankari alag-alag website par bikhri hui hai aur uski bhasha itni kathin hoti hai ki ek aam aadmi ko samajhna mushkil ho jata hai. Isi samasya ko khatam karne ke liye humne YojanaAdda ki shuruat ki.Hum kya karte hain?
Hum PM Awas Yojana, PM Kisan Samman Nidhi Yojana, Bihar Yojana, Sarkari Yojana, Labour Card, Ration Card, Aadhar Card se judi har chhoti-badi update ko aap tak simple Hindi me pahuchate hain. Hamari koshish rehti hai ki aapko yojana ka labh, patrata, jaruri dastavej aur aavedan prakriya step-by-step batayi jaye.Hum sarkari website nahi hain.
Hum ek private blog hain. Humara kisi bhi sarkari vibhag se direct sambandh nahi hai. Hum sirf sarkari website aur newspaper se jankari lekar use aasan bhasha me samjhate hain.Agar aapko hamara kaam pasand aaye to hume subscribe jarur kare. Dhanyawad!